Mere Rashke Qamar Chords by Arijit Singh

Written by

in

[Em]Mere rashke qamar tu ne pehli nazar
[D]Jab nazar se milayi maza aa gaya
[Em]Mere rashke qamar tu ne pehli nazar
[D]Jab nazar se milayi maza aa gaya

[Em]Bark si gir gayi kaam hi kar gayi
[D]Aag aisi lagayi maza aa gaya

[Em]Jaam mein ghol kar husn ki mastiyaan
[D]Chandni muskurayi maza aa gaya

[Em]Be hijabaana woh saamne aa gaye
[D]Aur jawaani jawaani se takra gayi
[Em]Aankh unki ladi yu meri aankh se
[D]Dekh kar yeh ladai maza aa gaya

[Em]Mere rashke qamar tu ne pehli nazar
[D]Jab nazar se milayi maza aa gaya

[Em]Aankh mein thi hayaa har mulaqaat par
[D]Surkh aareez huye wassal ki baat par
[Em]Usne sharma ke mere sawalaat pe
[D]Aise gardan jhukaayi maza aa gaya

[Em]Mere rashke qamar tu ne pehli nazar
[D]Jab nazar se milayi maza aa gaya
[Em]Mere rashke qamar tu ne pehli nazar
[D]Jab nazar se milayi maza aa gaya

Comments

Leave a Reply