[Bm]Ta thaiya [F#]ta thaiya ho [Bm]o… [Bm]Ta thaiya [F#]ta thaiya ho [Bm]o…
[D]Dhum tan [A]nan…
[Bm]Naino mein sapna, [F#]sapno mein sajna
[A]Sajna pe dil aa [D]gaya, [F#]kyun sajna pe dil aa [Bm]gaya (x2)
[Bm]Kayi albele [F#]dekhe
[D]Jawani ke re[A]le dekhe
[Bm]Hasino ke me[F#]le dekhe, [D]dil pe ho ho…
[A]Tu hi chha [D]gaya aa…
[A]Tu hi chha [D]gaya aa…
Arey [Bm]naino mein sapna, [F#]sapno mein sajni
[A]Sajni pe dil aa [D]gaya ke [F#]sajni pe dil aa [Bm]gaya
[Bm]Ta thaiya [F#]ta thaiya ho [Bm]o…
[Bm]Ta thaiya [F#]ta thaiya ho [Bm]o…
[D]Dhum tan [A]nan…
[Bm]Naa mila koi [F#]bhi tujhsa
[D]Maine dekhi har [A]gali
[Bm]Maine chhoda zamaa[F#]na saara
[D]Main tere sang [A]chali
[Bm]Tann tera khila-[F#]khila chaman
[D]Tu jawaani ki [A]kali
[Bm]Teri khushbu hi [F#]meri saanson mein
[D]Pal pal hai [A]pali
[Bm]Baahon ka saha[F#]ra mila
[D]Tera jo ishaara [A]mila
[Bm]Mujhe jag saara [F#]mila
[D]Main toh ho ho…
[A]Tujhe paa [D]gaya
[A]Tujhe paa [D]gaya
[Bm]Nainon mein sapna, [F#]sapno mein sajna
[A]Sajana pe dil aa [D]gaya, [F#]kyun sajna pe dil aa [Bm]gaya
[Bm]Sun zara anaadi [F#]sun zara
[D]Kahe kya meri [A]choodiyaan
[Bm]Naagin ban ban ke [F#]dasti hai mujhko ab ye [D]dooriyan
[A]Dooriyan ye majbooriyan hai bas kuch hi saal ki
[Bm]Le ke aaunga tere ghar main toh ek din [F#]paalki
[D]Neela gagan hoga, [A]saccha bandhan hoga
[Bm]Apna milan hoga, [F#]mann ko ho ho…
[D]Tu hi bha [A]gaya
[D]Tu hi bha [A]gaya
[Bm]Naino mein sapna, [F#]sapno mein sajna
[A]Sajana pe dil aa [D]gaya, [F#]kyun sajna pe dil aa [Bm]gaya
Arey [Bm]naino mein sapna, [F#]sapno mein sajni
[A]Sajni pe dil aa [D]gaya ke [F#]sajni pe dil aa [Bm]gaya…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.