Khaike Paan Banaras Wala Chords by Kishore Kumar

Written by

in

[Gm]Arrey bhang ka rang jamaa ho chakaa [F]chak
Phir lo paan [F]chabaay
[F]Arey aisa jhatka, lage jiya [Gm]pe
Punar janam hoi [Gm]jaay

[Gm]O khaike paan Banaras [F]wala
O khaike paan Banaras [F]wala
[F]Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala
O khaike paan Banaras [Gm]wala
Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala

[Gm]Phir to aisa kare [F]dhamaal
Seedhi kar de sabki [F]chaal
[F]O chhora Ganga kinare [Gm]wala
O chhora Ganga kinare [Gm]wala

[Gm]O khaike paan Banaras [F]wala
O khaike paan Banaras [F]wala
[F]Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala
O khaike paan Banaras [Gm]wala
Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala

[Gm]Arrey raam duhaai [F]hai, hai, hai
Kaise chakkar mein pad [F]gaya, hai, hai
[F]Kahaan taang fasaai [Gm]hai, hai, hai
Main to sooli pe chadh [Gm]gaya, hai, hai

[Gm]Kaisa seedha saadha [F]main
Kaisa bhola bhaala [F]haan, haan
[F]Arrey, kaisa seedha seedha [Gm]main
Kaisa bhola bhaala [Gm]haan, haan

[Gm]Jaane kaun ghadi mein pad [F]gaya
Padhe likhon se [F]paala
[F]Meethi churi se
Meethi churi se hua [Gm]halaal

[Gm]Chora Ganga kinare [F]wala
O chora Ganga kinare [F]wala

[Gm]O khaike paan Banaras [F]wala
O khaike paan Banaras [F]wala
[F]Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala
O khaike paan Banaras [Gm]wala
Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala

[Gm]Ek kanyaa kunwaari
Hamaari soorat pe mar [F]gayi hai, hai, hai
[F]Ek meethi katari
Hamaare dil mein utar [Gm]gayi hai, hai, hai

[Gm]Kaisi gori, gori o teekhi
Teekhi chhori, [F]waah, waah
[F]Arrey, kaisi gori
Gori woh teekhi teeki [Gm]chhori
[Gm]Karke jora jori
Kar gayi hamare dil ki [Gm]chori

[Gm]Mili chori to
Mili chori to hua [F]nihaal
[F]Chora Ganga kinare [Gm]wala
O chora Ganga kinare [Gm]wala

[Gm]O khaike paan Banaras [F]wala
O khaike paan Banaras [F]wala
[F]Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala
O khaike paan Banaras [Gm]wala
Khul jaaye band akal kaa [Gm]taala

[Gm]Phir to aisa kare [F]dhamaal
Seedhi kar de sabki [F]chaal
[F]O chhora Ganga kinare [Gm]wala
O chora Ganga kinare [Gm]wala
O chhora Ganga kinare [Gm]wala

Comments

Leave a Reply